Agar ap Apne blog me organic traffic Leana chate hain to Aise me apko apke site ka SEO thik tarha se karna padta hain or SEO ranking ka ek bohat important part hain Google rank increase karna. Isse Kya hota hain , Apke post par Search engine se Jyada traffic ane lagta hain. Or Apke Blog stable ho jata hain. To aiseme apke liye a ek bada Challenge ajata hain ki ap Apne blog ka Google page rank kaise improve kare?. To ap is article me bataye hue 9 tips ko follow kare or apne Site ka page rank/google rank Increase kare. (Rec: Blogger Par Advanced SEO kaise enable kare)
So Friends ye tha 9 Tips jisse ap Blog Page rank ko increase karsakte hain. Umeed hain ki is Article se apko kafi help mili hongi. Agar apko a post helpful laga to ap Is post ko jarur apne friends ke sath share kare taki wo log vi jansake Is-ke bare main. Aur agar apke man me koie Sawal hain to ap Niche comment me mujh se Puch sakte hain. Thank you ЁЯШГ
Google Page rank kya hain?
Page rank basically google ka Algorithm hain jo apke site ke ek Individual page me kitna quality Dofollow , Nofollow link hain or apka content search quires se kitna close/Match hain wo dekhte hain aur Us Hisab se 0-10 ke andar ek ranking deta hain.
(Recommended : SEO kya hain? SEO ke bareme Sabkuch jane)
9 Killer Tips to Improve Google page ranking:
1. Post Relevant content
Page rank improve karneka a sabse Asan but Effective tip hain. To hamesha Ahi kousius kare ki apke sare post apke blog ka niche wise ho. (Rec:Blogger Blog keliye Sitemap kaise Create kare)
2. Submit site to Web Directories
Page rank Increase karneka ek aur Effective tips hain ki ap apne blog ko High PR waleweb directories me submit kare Is-se apke Site ko Quality Back link milega jis-se apke Page Rank Improve hoga. Niche Main Kuch High PR wale web directories ka list de raha hu.
3. Post Regularly
Apko Apne Page Rank Improve karne keliye must apko regular post karna padega. Is-se Search engine ke crawler Apke Post ko jaldi Crawl karega. Kousis kare ki din me agar possible ho to 1 post jarur kare warna Weekly kare. Is-se apke site ka overall rank increase hoga.
4. Improve Writing Quality
Agar apke blog posts well Writhed, Unique, informative honge to Usko Visitors jayda Like karenge or Usko Share karenge Jise Apke Blog ka backlinking me bohat help hosakta hain.
5. Submit article to high PR article Submitting site
Article submitting se Apke Hare k post ka Alag se Individually Link banjate hain. Or a Karnese apke blog me jayad Traffic ayega. Maine Niche kuch High PR Website mention kiya jahape ap article submit karsakte hain.
6. Link exchange
Link Exchange Ek bohat hi purana technique hain but Avi vi A bohat Effective Tadika mana jata hain. Apko bas Apke Blog se relevant blog find karna hain or Uske Admin se bat (Appeal) kareke link exchange kare.Agar ap koi high rank wale website ke sath link exchange karte hain to Automatically apke Content rank hone lagega.
7. Social Bookmarking
Aj ke dino me social media par billions of log online rehete hain Is-se ap ko Apne Blog Traffic or Page rank increase karneme Badi Madat milega.
- Google Plus
- Stumble Upon
- Digg
- Delicious
8. Make video for post
Mene Bohat se Popular blogger se suna hain Ki post ke andar video honese us post ko Complete mana jata hain aur us post ko Search engine vi Like karta hain. Or Is-se Blog post Search engine main Rank Karta hain.
9. Update Existing posts
Always update existing posts, Is-se apke Blog Search Result me Rank barkarar rahega.
Main apko aur Details me Samjhata hu. (Rec: Blog me Sliding Related post widgets kaise add kare)
Manlijiye apke Kisi post Search engine par first result par hain. Bat 2-3 month bad aisa hota hain Apka wo post search result me first nehi reheta, dhire dhire Wo post down hojata hain. Kuki Us topic par Dusre log Post likh te hain is-se search engine ko lagta hain ki apka post kafi Purani ho chuki hain to apke post ka Rank Decrease hota hain. Aiseme ap agar apke Post ko regular update karte hai to Searchengine ko lagega ki a to updated post hain Or Is-se apke Page rank Barkarar reheta hain.
Summery
Is post par maine Apse kuch 9 tips Share kiya jis-se ap apni blog ki page rank ko improve karsakte hain. Basically Page Rank Apke Blog ke Backlink par sabse jyada Depend karte hain Uske bad apke Blog content, Inter Linking, Meta Tags Wagera Dekha jata hain. Bas ap Regularly post kare Or uapar Mention ki gaye 9 tips ko follow kare. Or Result apke samne ajayega.
рдмрд╣реБрдд рд╣реА рдмреЭрд┐рдпрд╛ article рд╣реИ, share рдХрд░рдиреЗ рдХреЗ рд▓рд┐рдП рдзрдиреНрдпрд╡рд╛рджред :)
ReplyDeleteThank you HindIndia For your Kind Response. Keep visiting for more.
DeleteNice post. It's relay help full to me.
ReplyDelete