Monday, 13 June 2016

Blogger pe Blog kaise banate hai? How to create a blog on Blogger?

Blogger pe Blog kaise banate hai? How to create a blog on Blogger?
Namaskar Dosto mere pichle article me apne sikha hoga ki blogger kya hota hain. Aj agara ap janna chate hai ki kaise Blogger pe ek Blog/Website create karte hain to ap a article pura pariye isme me apko batya, ki kaise ap bdai hi asani se Blogger BLog/Website create karsakte hain. To chaliye sikhte hain.

i) Sabse pehele Blogger.com pe gaiye fir ap google account se sign in kariye.

Blogger pe Blog kaise banate hai? How to create a blog on Blogger?

ii) Phir apke samne blogger ka Home page ayega. Uske Leftside main Apko
1.''New blog' pe click kigiye.(Bilkun niche ki Image ki jaisa)

Blogger pe Blog kaise banate hai? How to create a blog on Blogger?






iii) 'New blog' me click karne ke bad ek popup window open hoga(Niche ki Image ki jaisa).
 1. Pehala box pe ap apna blog ka Title daliye.
 2. Dusra box par ap apka blog liye ek url daliye.
 3. Fir ap 'Create' Button par click kijiye.
Ap successfully Blogger pe ek new Blog create kar diye.



Blogger pe Blog kaise banate hai? How to create a blog on Blogger?


Jab apka blog create ho jaiega apke samne a window aie ga jaha par ap (1)New Post carsakte hain.
Apna blog ko (2)dekh sakte hain, New page banasakte hai, Template badal sakte hain aur vi bohat kuch kar sakte hain.(Niche image ki jesa)

Blogger pe Blog kaise banate hai? How to create a blog on Blogger?

Aur Padiye

 
Agar apke man kuch sawal hain to ap jaror niche comment me batye. Jude rahie hamare sat Blogger ka aur vi tutorials ana wal hain. Jai hind Bande mataram!!

No comments:

Post a Comment