Monday 26 September 2016

Blog Content copy Honese kaise roke

Friends Ham Bloggers ko hamesha Ek chij ka darr rehete hain wo hain Blog Content Copying. Jab ap Bohat Reasearch ke bat Ek Blog post likhte hain or agar ap Dekhe ki wo Blog Content kisi Dusrene copy kiya/Kar rehe hain to apko Badi ghussa hoga or apka Mhenat or Credit Koie Aur le raha hain to Obviously Apko gussa hona cahiye. Or kavi kavi A vi hota hain ki Apke Blog se Jo apke Blog Content copy kate hain usika post  Search engine me rank kar jata hain. Aiseme Ap apke samne ek Sawal ajata hain ki Ham apne Blog Content ko copy honese kaise rokhe?/ Ham apne Blog Content ko kaise Protect kare?.
Blog Content copy Honese kaise roke
Protect Your Blog content

Aj me apko Kuch Process Bataunga Jiske jariye ap apne Blog Content ko copy honese rok sakte hain. Apko Serf apne blog me 4-5 line ka ek Java Script/css Code add karna hoga Is-se kya hoga Jab koie banda apke Blog post ko Copy karneki kousis karega tab Selection kam nehi karega or Wo apke Blog Content ko copy nehi kar payega.



Blog Content copy honse kaise roke


Blog content ko copy honese rokne keliye Ham Two Types of Code ka Istemal karenge Ek Java Script or ek CSS. Ap inmese Kisi Ek Code ke jariye Apke Blog content ko Protect karsakte hain. But Fyda ahi hoga ki ap Css Use kare quki Css me apke page ka spees Down nehi hota jo ki Java script me thoda hota hin. Or Java Script me Koie banda Bohat asanise script ko Browser se Disable karke apke blog Content ko copy karsakte hain. Par Css me aisa nehi hota. Par ek bat hota hian na chori karne wala ko jitna vi Sabak do wo chorihi karege Agar koie Experienced Banda Kousis kare to wo apke blog  Content copy karsakte hain Par Mujhe nehi lagta koie itna mehenat karke kisi ka blog content copy karega.

Java script code ke jariye blog content ko protect kare. 

Ap Simply niche diye hue Java Script Code ke jariye apne Blog Content ko Copy Honse rok sakte hain.
How to add This code: Blogger Dashboard me aye>>Fir layout par click kare>>uske bad side bar me add new gadgets>> fir title ko blank rakhna hain or content me niche digaye code ko paste kardena hain.
<!—PROTECT YOUR BLOG CONTENT | WWW.HINDBLOGGER.IN -->

<script
src="demo-to-prevent-copy-paste-on-blogger_files/googleapis.js">
</script><br /><script type="text/javascript">
if (typeof document.onselectstart!="undefined" ) {
document.onselectstart=new Function ("return false" ); } else{
document.onmousedown=new Function ("return false" );
document.onmouseup=new Function ("return true" ); }
</script>
</!—end></!—start>

CSS ke jariye Blog Content ko protect kaise kare.

A kuch alag type ka Code hain Iske jariye apke Post me jo Blockquote weale section copy ho sakte hain Taki agar ap Apne Blog me Hamare trha HTML, CSS, Java script code share karte hain to apko a wala tricks use karna cahiye Taki apke user keliye jo  code ap Apne Blog Post me use kare usko copy karsake. How to add this code: Phele Blogger Dash bord me aye>>Template>>Edit Template >> backup(in case ap kuch galti karde)>>find  ]]></b:skin>. Jab apko A code mil jaye ga tab Ap niche digaye code ko ]]></b:skin> code se phele paste karde.


 /*----- Blog Content CSS protector | www.hindblogger.in----*/
.blockquote {
-webkit-user-select: text !important;
-moz-user-select: text !important;
-ms-user-select: text !important;
user-select: text !important;
}
body {
-webkit-user-select: none !important;
-moz-user-select: -moz-none !important;
-ms-user-select: none !important;
user-select: none !important;
}

Kuch jaruri bate: Agar apke Template me Blockquote tag alag ho for example .post blockquote, .post-body blockquote to a code apke blog me kam nehi vi karsakte hain. ai-se me ap pehel jan li ki apke blog template main Blockquote ke liye konsa tag use kiya he or us
tag ko uper di gaye css code me use kare.

Aur Padiye: 

So friends a tha Blog content copy honse rokne ka article. Agar apko a article pasand aya to ap isko Apne dosto ke sath Share kare. Agar apka koievi sawal haim to ap niche Comment kare Ham puri kusis karenge apke sawal ka jawab denaka. Is-tarha ka Article keliye Sty With us Jai Hind, Bande Mataram! 

No comments:

Post a Comment