Sunday 11 September 2016

Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare

Jab ap kisivi Populer blog main Jate hain to apne Aksar khayal kiya hoga ki Us Blog Pe Bich bich me Post ka Notification/Alert Ate hain. Apne kavi Socha Aisa post notification/Alert kaise ate hain? Is-tarha ka post Notification/Alert Message blog me kaise Add kare. Is-Tarha ka Post Notification/Alert  ko Push Notification bolte hain. Ap agar Apne Blog ko Successfull banana Chate ho to Push notification apke liye Faydemand hosakte hain. Maine Notice kiya hain Bohat Bade Bade Successful blog main Push Post notification Added hain. Or apko vi Apne Blog par Push post Notification Add karlena cahiye taki Apke Readers Apke Post ka Update Notification ki taraha pasake.

Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare
Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare
Agar Apvi Apne Blog par Push Post Notification/Alert Add karna Chate hain to Is-Article ko pura read kare. Isme maine apko Push Post Notification ke bare main A-Z Bataya hain. To bina time waste kiye Chaliye Sikkhte hain.

Push Notification kya hain?

Dosto Push Notification ko Server notification vi bolte hain. A Ek Message/Alert ki tarha hain Jo Koi Website, MObile App ke Readers Ke pas Send Delivered hota hin kisi Push service provider ke jariye. Pehele a service Serf App me use hota Tha par ab a Service Savi Device main Available hain.
Or ap kisvi Plat form Ke Websites, Blogs ME Push Notification Add karsakte hain.

Blog me Push Notification Kaise Use hota hain?


Blog me Push notification Apke Blog ka Latest Postka Update Apke Blog readers tak Send karte hain.Push Notification Email Newslatter se Kafi Bhetar hain quki Ahapar Push notification Subscribe karne keliye apko apna Email nehi dena hota hain Or serf ek Click se Push Notification ka Subscribe ho jata hain. Or Visitors tak post update Real time me send ho jata hain. Push Notification Bohat hi effective hain Iske jariye apka or apka Blog Readers ke sath Connection Or jayada Stronge ho jayega.

Push Notification Work Kaise Karta hain?

Manlijiye ap Apne Blog main Push Notification/Server Notification add kiya hain. Ab apke Blog Me Koi Visitors jate hain To Unhe Sabse phele Apke blog ka Post notification ko Subscribe karna hoga or Fir Us Visitors ko Apke Latest Post ka Update Notification ke Akar main Milega. Or Push notification Ke jariye manully vi Visitors ko Notification Send karsakte hain.


Push Notification/Alert Blogger me kaise Add kare

Ji dosto Hamne Push Notification ke bare main bohat kuch jan gaye ab Apko Push Notification/Alert Bohat Interesting laga hoga, to chaliye sikhte hain push Notification ko Blog me kaise add kare.
Waise Internet par To bohat sare Push Notification Provider hain par Ham Pus Crew Ko add karenge Q ki PushCrew ek Free,User friendly,Easy to Notify Or achha Push Service Provider hain.
Push Notification/Alert ko Add karne keliye Niche Digaye Steps Follow kare:

1. Sabse phele Apko PushCrew.com pe jana Jab ap PushCrew ke website par chale jayenge tab Uske uperki Right side me. Apko sign-Up option milega ap Us Option par click karna hain.
Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare
2. Fir Jab ap Sign-up par click karenge tab apke samne ek Form open hoga Wohapar apko apna Account details dena hain. Or account details dene ke bad Create Account par click kare Fir ap PushCrew par Log-In ho jayenge.



Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare


3. Ab apko Ek PushCrew Ka ek Code Apne blog me Add karna hain. Wo code apko First PAge par hi mil jaye ga. Ap us code ko Copy karke NotePad me save karde.

Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare


4.Ab Ap apne Blogger ka dash Bord me aye>> Template par Click kare>>Edit Template par Click kare Ab ap Apne keybord se Ctrl+f karke </head> ko Search kare oR Note pad me Save kiya hua Code ko </head> Tag ke age  Paste karde or Save par Click kare. OR save kartehi apka Push service Activet ho jayega.

Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare

Push Notification/Alert ko Wordpress Blog par kaise add Kare

Jab ap PusCrew me login ho gayenge to First page pe Wordpress Ka Pluging Milega apko serf us plugin ko Istall karna hain Bas. Or apka Push notification activate ho jayega.

Blog me automatic Post ka Notification Kaise send kare

Jab apka upar diye gaye Step Pura jo jayega to apka ek or important kam reheta hain wo hai apka Blog ka rss Feed ko PushCrew ke sath Link karana ap niche Di gaye Steps ko follow karke Asanise Apne Blog ka rss Feed ko PushCrew ke sath link  karsakte hain:
1. sabse phele PusCrew me log-in karke PushCrew Dashbord me aye Fir left side me "Rss-to-Push" Ka ek option milega Woha par click kare.
Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare

2.Ab apko Apna Blog ka rss feed url dena hain or Add Rss par click karna hain. Bas Ab apke Blog Main Jab Ap New post karenge tab automatic apke post ka Notification/Alert apke blog reader ke pas Delivered  Ho gayega.
Push Notification/Alert Blog me Kaise add kare

Aur Padiye:





To dosto A tha push Notification/Alert Ko Blog me Add karneka Tarika Umeed hain ki Article apko kafi pasand  ayahoga Agar apko is article se help mila to ap Is article ko Social Media me Apne Dosto ke sath share karsakte hain. Agar apke man main koievi sawal hain to ap Jarur niche comment kare Apko apke sawal ka Answer jarur milega. Or Is-tarha ki Iteresting Article ke liye Hamare Newslatter ko subscribe karke Jude rahe hamare sath Jain Hind, Bande Mataram !

4 comments:

  1. thank u..... mujhe push notification ki kab se talaas thi jo aaj puri ho gyi.
    thanku so much.

    Gaindlal sahu

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thank u for ur kinder word. Isi-tarha ki or article ke liye keep visiting.
      Happy blogging!

      Delete
  2. Replies
    1. Thank u Very much IT Linkx Keep Visiting.......

      Delete