Monday 16 January 2017

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Hello Bloggers kaise hain ap sab? Jaise Jaise internet ka uses bad rahehe wase wase Internet meain Websites/Blogs vi badte jarahe hain . Aise me agar ap blogging me career bana na chate hain to apko Jo sabse peheli bat , Ek blog Cahiye Or uske bad Apko Chaiye ek Blog Ka name ya fir Ap domain Kehe sakte hain. Ek domain ek blog ka Phechan hota hain. Agar ap Ek achha Blog banana Cahate hain or Avi vi ap Ek Sub domain use karte hain to ap ka Impression audience ke samne Low hojata hain. So guys Aj is Article ki madhyam se janenge ki Kaise ap Blogger me godaddy custom domain Setup karsakte hain.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare
Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

What is a Custom Domain?


Jab Ap Blogger me Blog banate hain to Uske sath apko ek aisa (domain.blogspot.com) domain blogspot domain Diya Jata hain jo ki Free main hota hain. Ek Custom domain wo hota hain Jis ko Ap buy karte ho kisi Domain Provider se(Godaddy) Jaise HindBlogger.in ek Custom domain hain.

Full Guide to Setup a Godaddy  Custom domain  to Blogger

First of all  ap Godaddy se ek Domain Buy karligiye ( Jo ki bohat asan hota hain).

Setting up Godaddy Custom Domain

Step 1. Login to your Blogger account
Step 2. Apna Blog select kijiye then Settings uske bad Basics par click kare. 
Step 3.  Ab Publishing Section ke niche “Setup a 3rd party URL for your blog” par click kare.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Step  4. Ab Blog address section me apna Domain enter kare www. Prefix ke sath. Agar apka domain hain hindblogger.in to ap enter kare www.hindblogger .in . Then apko Save me Click kardena hain. Ahapar apke samne ek Error (error:12) ayega or apko apna Domain authority verify keliye bola jayega. Op apko two code diya jayega Jisko apko copy karke Notepad me save karlena hain.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Step 5. Avi ap Browser me new tab me Godaddy ke site me jaye or Loging kare or top me apne user name par click kare then Manage my Domain par click kare.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Step 6. Ahapar apke samne Apke sare Godaddy  Registered custom domains  ajayega . Jisko apne blog me add karna chate hain uspe click kare.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Step 7. Ab Apko DNS Zone File  me Click karke Add Record par click karna hain.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Step 8. Aha pe apko Sabse phele Dropdown mese Cname Select karna hain. Then www host name digiye and apko Step 4 me jo ap www ke bad jo code tha usko point to field me enter karna hain then add another par click kardena hian.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare
Step 9.  Aha pevi apko cName select karna hain or step 4 me dusre columns me jo first code hain usko Host name ki jagha Paste kard or Jo dusra code hain usko Point to ke jagha paste karke finish karde.

Blogger me Godaddy custom domain setup kaise kare

Last Step A bap Blogger ke us Tab me wapas aye (Jis tab ne ham Step 4 complete kiya tha).  Redirect wale check box me tick karke Save wale button par click kare. So easy na 😉

Aur padiye


Last word


So friends is tutorial me Itnahi Umeed hain ki Ap Blogspot Domains ko Setup karna Sikh chuke hain . Or agar apke man me koie vi doubt wa fir sawal hain to ap niche comment karke puch sakte hain. Or Jude rahe hamare sath,Happy Blogging 😃.

No comments:

Post a Comment